muhbbat mein

"muhbbat mein galat ko bhi sahi jab maan lete hain
vo kitna pyar karte hain isse hum jaan lete hain
.
.
.
.
.
.
main ashiq hun diwana hun, na jaane aur kya-kya hun
mujhe ab shehr wale aajkal pehchan lete hain"