"andheri raat ke lamhe tamam hone tak
tujhe hi sochta hu subah se shaam hone tak
main aisa jism hu jiski rooh bhi tu hai
adhuri jaat hun main tere naam hone tak
teri awaj sun na lun toh dil nahi lagta
... tadapta rehta hun tujhse
hum kalaam hone tak
teri nazar ki keemat pe bik raha hai koi
usse khareed le tu
mehanga daam hone tak
ishq ki aag jo seene me laga baithe hain
sulagati rehti hai ye neendein haraam hone tak "