This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

Shakal Pe Mat Ja Hindi Movie Mp3 Songs 2011 Free Download

 Shakal Pe Mat Ja Hindi Movie Mp3 Songs 2011-Listen And Download Mp3 Songs Of Hindi Movie Shakal Pe Mat Ja 2011


1. Meherbaan
2. Hum Jahan Jaake Khade Ho
3. Shakal Pe Mat Ja Theme
4. Mil Gaya
5. Shakal Pe Mat Ja Paandu
6. Jagadu Theme

Click Here To Download

Dam 999 Hindi Movie Mp3 Songs 2011 Free Download

Dam 999 Hindi Movie Mp3 Songs 2011- Listen And Download Mp3 Songs Of New Upcoming Dam 999 Hindi Movie  2011

1. Dam 999 Theme Song
2. Every Day
3. Mujhe Chod Ke2
4. Dakkanaga
5. Baath Yeh Kya
6. I Walk Away
7. Mujhe Chod Ke
8. O My Queen

Click Here To Download

Amannt Ali - Paheli

Amannt Ali - Paheli, Paheli By Amanat Ali, Paheli Mp3 Download Free, Amanat Ali New Album Paheli.

Tittle : Paheli
Singer : Amanat Ali

Bichadne ka maza


mil mil ke bichadne ka maza kyun nahin dete ?
har baar koi zakhm naya kyun nahin dete ?
 
ye raat, ye tanhai, ye sunsaan dareeche
chupke se mujhe aa ke sada kyun nahin dete

hai jaan se pyara mujhe ye dard-e-muhabat
... kab maine kaha tumse dava kyun nahin dete

gar apna samjhte ho toh phir dil mein jagah do
hun gaiir toh mehfil se utha kyun nahin dete ?

'nazar'

ek muddat hui 'nazar' se mile :(
 .
 .
 .
 .
 .
 .
 .
ab toh faankon se marr gaya hoga

Amar Arshi Jattan Di Yaari New Album Mp3 Free Download

Amar Arshi Jattan Di Yaari - Brand New Album Of Amar Arshi Jattan Di Yaar 2011 Mp3 Songs Free Download. Free Download Jattan Di Yaari of Amar Arshi Sudesh Kumari, Narinder Jot.

 To Download Right Click On Track Then Save As

  Track List
  1. Jattan Di Yaari
  2. Ashiqi
  3. College
  4. Hoor
  5. Yaar Sharabi
  6. Yaar Sharabi
  7. Gutt Te Naa
  8. Chardi Jawani







Satinder Sartaj Ik Pind Hove Live Mp3 Free Downloads

Satinder Sartaj Ik Pind Hove Live - Download Free Mp3 Songs of Satinder Sartaj's Ik Pind Hove Live 2011.


 To Download Right Click On Track Then Save As

  
Track List

  1. Babe Bulle De Punjab Diye Jattiye
  2. De Deo Suneha
  3. Ik Pind Hove
  4. Jehna De Yaar
  5. Mull Pata Lag Juga
  6. Sikke Khote V Kaam Aunde Ne
  7. Titli Kolo Langhi Ae






Namazi

 Humko gali me dekh kar khud ko chupa liya,
 

Jane kya logon ne usey sikha diya. 



Ghar usne kya banaya masjid ke samne,
 


Chahat ne uski hame Namazi bana diya.


Kheloona

hum ik kheelone ki trha hai
 .
 .
aur wo us bache ki trha jise pyar to hai humse
 .
 .
 .
 .
 .
 .
 .
magar khelne ki had tak...

woh rutba ha

"jo bhi guncha tere honton par khila karta hai
woh meri tangi-e- daman ka gila karta hai
dair se aaj mera sar hai tere zanoon par
ye woh rutba hai jo shahoon ko mila karta hai
main to batha houn dabaye huwe tufan ko
... tu mere dil ke dharakne ka gila karta hai
raat yun chand ko dekha nadi main raksaan
jaise jhumar tere mathe pe hila karta hai
kaun kafir tujhe ilzam tagaful de ga
jo bhi karta hai mohabbat ka gila karta hai"


Rishte Nahi Tutt Te




"Door ho jane se rishtey nahi tootte,
Na hi sirf paas rahne se judte,





Ye to dilon ke bandhan hain,
Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte…"


Unki Aankhon Mein

Doob Jata Hun Unki Aankhon Mein
Gahri Jheel Hain Unki Aankhein

Bah Jata Hun Unki Aankhon Mein
Bahti Nadiya Hain Unki Aankhein

Kho Jata Hun Unki Aankhon Mein
Atha Sagar Hain Unki Aankhein

Jal Jata Hun Unki Aankhon Mein
Jwala Mukhi Hain Unki Aankhein

Bheeg Jata Hun Unki Aankhon Mein
Kali Ghata Hain Unki Aankhein

Kya Se Kya Ho Jata Hun Unki Aankhon Mein
Kaisi Aur Kya Balaa Hain Unki Aankhein..


Dosti vo nahi

Dosti vo nahi hoti jo “jaan’ deti hai ,
Dosti vo nahi hoti jo “muskan” deti hai ,





Asli dosti to vo hoti hai jo !
Samundar me gira “ANSU” bhi Pahchaan leti hai !!


Ruswaiyon ka khauf

Duniya ko is ka chehrah dhikhana padha mujhe,
pardah jo darmiyaan tha haathana padha mujhe,



ruswaiyon ka khauf se mehfil mein aaj,
phir is bewafa se haath milana padha mujhe..



Bewafa

"Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte,






Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai…"



Ham janate hen

"Ham janate hen aap hame bhool jayenge ,
dil me apne , bhuli hui yaadon ki tarah rakh.
nafrat jo , aapko he hamse buri taraha ,
seene me apne jakhm jagane ke liye rakh
yaad aayegi hamari , kabhi bhi na aapko,
yadon ke samandar me dubane ke liye rakh
tu rakh to sahi kisi tarha , apne paas
paas nahi to door bhagane ke liye rakh…"



jiski jhankar mein

"jiski jhankar mein dil ka aaram tha, vo tera naam tha,
mere honton pe raqsan jo naam tha, vo tera naam tha
tohmatein mujhpe aati rahi har ek ki, ek se ek ne
khubsurat magar jo ek ilzaam tha, vo tera naam tha
dost jitne thy na_aashna ho gaye, parsa ho gaye
... saath mere jo ruswa sar-e-aam tha, vo tera naam tha
subah se shaam tak jo mere paas thi vo teri yaad thi
shaam ke baad jo kuch lab-e-baam tha vo tera naam tha
mujhpe qudrat hamesha rahe meharban, de diya sara jahan
par jo sab se bada naam tha, vo tera naam tha"


muhbbat mein

"muhbbat mein galat ko bhi sahi jab maan lete hain
vo kitna pyar karte hain isse hum jaan lete hain
.
.
.
.
.
.
main ashiq hun diwana hun, na jaane aur kya-kya hun
mujhe ab shehr wale aajkal pehchan lete hain"



Aik Ghazal

Aik Ghazal Tere Liye Zaror Likhon Ga
Be Hisaab Us Mien Tera Qasoor Likhon Ga

Tu Guftaar Ka Mahir Tu Kirdaar Ka Mahir
Par Husan Ko Tere, Tera Garoor Likhon Ga
... ... ...
Toot Gaye Bachpan Ke Tere Sare Khiloony
Ab Diloon Se Khelna Tera Dastoor Likhonga

Raha Ishq Ka Davaa Tujhe Tamam Umer
Wafa Ki Dehleez Se Tujhe Mafroor Likhon Ga

Khud Sakhta Jo Hai Tera Judai Ka Faisla
Aisay Har Iqdaam Ko Na Manzoor Likhon Ga

Hamien Kehny Ki Aadat Nahien Likhny Ka Shooq Hai
Jazbon Ko Apny Qalam Ki Taseer Likhon Ga

Tera Wajood Mera Wajood Mujhe Aik Sa Lagy
Par Tujhy Mien Khud Se Bohat Door Likhon Ga.....


Aankhein Chaar Hui

"Wo Aaj Phir Mile Aankhein Chaar Hui
Dil Se Dil Ki Phir Ek Baar Takraar Hui
.
.
.
.
Kehne Lage Kahan Hain Mohabbat Teri
Hamne Kaha Vahin Dafan Hai Jahan Aapki Duniyaa Aabaad Hui"



Main Udas Rasta Hoon

Main Udas Rasta Hoon Sham Ka, Teri Aahton Ki Talash Hai
Ye Sitare Sab Hain Bujhe-Bujhe, Mujhe Jugnuon Ki Talash Hai

Vo Jo Ek Dariya Tha Aag Ka, Sabhi Raston Se Gujar Gaya
Tumhe Kab Se Ret Ke Shaher Mein, Nai Barishon Ki Talash Hai
...
Naye Mausamo Ki Udan Ko, Abhi Iski Koi Khabar Nahi
Tere Aasmaan Ke Jaal Ko, Naye Panchhiyon Ki Talash Hai

Mere Doston Ne Sikha Diya, Mujhe Apni Jaan Se Khelna
Meri Zindagi Tujhe Kya Khabar, Mujhe Katilon Ki Talash Hai

Teri-Meri Ek Hai Manzilein, Vo Hi Justju Vo Hi Aarzoo
Tujhe Doston Ki Talash Hai, Mujhe Dushmano Ki Talash Hai


Dard-e-Dill

Bazm-e-Wafa Main Hamari Ghareebi Na PoOch GhaliB
.
.
.
.
Eik Dard-e-Dill Hay Wo Bhi Kissi Ka Diya Hua................



Yah Marna

"Yah Marna,ye Kafan,ye Qabar t0 Rasm-e-Shariyat hai GHALIB
.
.
.
.
Mar to tb gaye thay jub Hasrat-e-Ishq Dil me jaagi thi..............."

tanha hone nahi dete

"kitane gurur mein hai wo mujhe tanha chhod k
.
.
.
.
.
.
shayad unhe malum nahi mere aansu mujhe tanha hone nahi dete.."


Jannat Ka Talabgaar

"Koi Jannat Ka Talabgaar Hy, Koi GHum Se Pareshan hy,
.
.
.
.
GHARAZZ Sajda Karwati Hy Ibadat kon Karta hy....."



Teri sanson mein

teri sanson mein gulabon ki mehak lagti hai
husn jis rang mein ho teri jhalak lagti hai

shaam hote he nigahon mein utar aate ho
dil ki dhadkan tere pairon ki dhamak lagti hai
...
jaise guzra ho abi tu mere darwaze se
ab hawa bhi teri payal ki khanak lagti hai

kisi baarish k baraste hi jo ghar ati hai
teri aankhon mein woh rangon ki dhanak lagti hai


iss liye chand tere husn ka gurweda hoon
tere pekar mein unn aankhon ki chamak lagti hai


jaane kyun woh meri aankhon ko bhala lagta hai
jiske chehre pe zara teri jhalak lagti hai


Pani ankh main

"Pani ankh main bhar ke laya ja sakta hai
ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai
aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat
lekin is se kam chaleya ja sakta hai
Dil par pani piny ati hain umeeden
... is chashmy main zeher milaya ja sakta hai
mujh benam se pujhty hain Farhad-o-Majnoo
ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai
phata purana khwab hai mera phir bhi
is main apna aap chupaya ja sakta hai"

Laaiye je yaariyaa

"Laaiye je yaariyaa....
fer laake todd nibhaiye nii....
.
.
.
.
mukk jaave chahe jaan eh....
par yaar ton duur naa jaiye nii........"

Nevr say

"Nevr say i love u if it really is not.
Never say u do if u really don't care.
Never hold ma hand if u r gonna let go.
Nevr say yes if u really mean no .
Never say forevr if u r gona say gudbye.
Nevr say forevr coz forevr makes me cry.
"

JUDA ho gaya

koi JUDA ho gaya koi KHAFA ho gaya
najane humse ZANDGI mein kia ho gaya
.
.
.
.
bohat SAJDE kiye kisi ko pane ke liye
jis sajde mein USE pana tha wo SAJDA hum se qaza ho gaya :(


Andheri raat ke lamhe

"andheri raat ke lamhe tamam hone tak
tujhe hi sochta hu subah se shaam hone tak
main aisa jism hu jiski rooh bhi tu hai
adhuri jaat hun main tere naam hone tak
teri awaj sun na lun toh dil nahi lagta
... tadapta rehta hun tujhse
hum kalaam hone tak
teri nazar ki keemat pe bik raha hai koi
usse khareed le tu
mehanga daam hone tak
ishq ki aag jo seene me laga baithe hain
sulagati rehti hai ye neendein haraam hone tak "


Maine chaha tha kisi ko

"main na mil sakon jo tumse, meri justujo na karna
tumhen meri hi qasam hai, meri arzuu na karna


mujhe jis se thi muhabbat, usse thi ajab si adat
kabhi munh pher lena, kabhi guftugu na karna
...
maine chaha tha kisi ko, mera haal kya hai dekho
jo kiya kasoor maine, wo tum kabhi na karna


meri ho agar buraayi toh naa denaa tum safaai
mere saath khud ko ruswaa kabhi ku_ba_ku na karna


tumhe meri hi qasam hai, meri arzuu na karna
main na mil sakon jo tumse, meri justujo na karna


koi poochhe badnaseebi ki hai intihaa bhi koi
toh meri misaal denaa toh mujhe namona karna.. .."


Babbu Maan hero hitler in Love Movie Songs Mp3 Free Download



Babbu Mann Hero Hitler in Love - Free Download Mp3 Songs of babbu maan New Movie Hero Hitler in Love  Movie Songs 2011. Download babbu maan new movie songs,Upcoming Punjabi Movie Mp3 Songs.

Track List:

Hitler In Love  
Jatt Marjuga            
Jatt Marda Marda
Chardi Jawani         
Jahaz Heer Da       
Mirza(Jena Kudiye Tu Munde Te Marde A)
Rabb               
Sher(Kabaddi)           



'RISHTE' aur 'SHEESHE'

'RISHTE' aur 'SHEESHE' me kuchh baatein 'AAM' hoti hain.
 
'DARAARON' ki numaaish sar-e-aam hoti hai,
gar toote to 'BIKHRAN' anjaam hoti hai.

 
fir laakh jodo inhe ye na judenge,
aur agar joor bhi jaayen to "TOOKADOO" me pehchaan hoti hai.


(KaUsHaL)

Nighain kharid lon

"Mera bas chale to teri Adayain kharid lon
Apne jeene k waste teri wafain kharid lon
.
.
.
.
Kar sake jo har waqt deedar tera.
Sab khuch luta k wo Nighain kharid lon"

Shayar Bana Gaya

"Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
.
.
.
.
.
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya "



Mere 'jism' ko

"apni galiyo ki hawaao se kehndo k mujhe naa 'chhu-ye'
.
.
.
.
.
.

mere 'jism' ko 'toot kar bikharney' ki aadat hai"



Mera taajub


Mera taajub ajab nahi hai

Wo shakhs pehlay saa Ab nh hai...
.

.
Wafa Ka kia gila karun main us se


Wo mera kab tha jo ab nh hie......??


Jab pyar kisi se kertey hein



"Hum log deewaney pagal se
Hum pyar wafa k aadi hein
Jab pyar kisi se kertey hein
Iqrar kisi se kertey hein
Her lamha apney jeevan ka
Phir naam usi k kertey hein
Gul sarey apni chahat k
Qurban usi pe kertey hein
Aur mout ki aakhri hichki tak
Bus naam usi ka letey hein
Hum log deewaney pagal se
Jab pyar kisi se kertey hein........"



Woh Bicharrney Wala Hai...


Kal Uss Ki Aankhon Ne 
Kya Zinda Guftagoo Ki Thi
.
.
.
.
Humein Gumaan Hi Na Tha 
Woh Bicharrney Wala Hai...


Hath zakhmi hue

"Hath zakhmi hue toh 


kuchh apni hi galti thi, 


lakeeron ko mitana chaha


 tha kisi ko pane k liye"